Making Bond with Family !

 "Family me sabhi rishton se banaye Bond, Rakhe apne Rishtey ko hmehsa Strong"






Agar hum ek aise Parivaar ki kalpana karte hai jaha par apne se bdo ka maan sammaan, rishton ki care or unka dhyan rakha jata hai to family me sbhi ko apne rishton ke beech ke bond ko or strong banane ke lie ek dusre ke lie efforts bhi karne hote hai. 

Parents ko bchho ke interest, Priority or Preferences ka dhyan rkhna chahiye or bchho ka bhi yhi farz hai ki wo apne parents ko usi tarh se samjhne ki koshish karen. Parivaar me sbhi ko ek dusre ke sath quality time spend karna chahiye jisse rishton me ek acha bond bnta hai or dhyan rkhna chahiye ki kisi ko bhi hurt ya naraz na karen.

Apne care or pyar se hi hum apne rishton me bond bnaye rkhte hai or usse hi hmare
rishtey hmesha strong bne rhte hai.


Advice:-

  1. Family ke sbhi ek sath bethkar Khana khaye.
      2. Family me sbhi ek dusre ki Khushio ka dhyan rkhe or kisi ko hurt na karen.

      3. Family me koi bhi Dispute ya misunderstanding hone pr turant discuss karen.



#YouShareWeCare.

Comments

Popular posts from this blog

Importance of Family and Relationships in our life !

Quality Time with Family !

Apply Pareto Principle 80/20 Rule in Relationship