Importance of Family and Relationships in our life !

 "Sanso ki jrurat ho jese Jindgi ke lie, Rishtey hume chahiye Jeene ke lie"





Aaj ke samay me carrier oriented hona bhut achi bat hai par sirf career oriented hona achi bat nhi hai. Iske chalte bhut se log apni health ke sath or apne rishton ki care nhi kr pa rhe hai jo khin na khin jeevan ke lie bhut jruri hai.


Aaj ke samay ki sanskar hmare gharo se gayab hote ja rhe hai or is tarah hmare parivar khatre me a rhe hai. Hmare desh ki sanskriti ki khoobsurti yaha pr logo dwara nibhaye jane wale rishton se hai. 


Waqt hai rishton ko nibha lo or sanskriti ko bacha lo....


Advice:- 

  1. Daily thoda time apni family ke sath time spend Kare.
      2. Kaam aane wale or Kaam nikalne wale logo ki pehchan karna sikhen.

      3. Jinke lie hum important hai unhe kbhi hurt ya phir kbhi naraz na hone dein.

      4. Rishton or unki ahmiyat ko waqt rhte smjhne ki koshish karen.




#YouShareWeCare



Comments

Popular posts from this blog

Quality Time with Family !

Apply Pareto Principle 80/20 Rule in Relationship